Maa

Maa 













Maa ke qadmo tale Jannat Bana diya
Allah ne maa ki Aisa rutba diya
Piyar se dekhne Ko ibadat Bana diya

Kyu na dekhe piyar Bhari nazro se apni maa Ko
Piyar se dekhne pr haji Bana diya

Aey khuda tera kis tarha shukr Ada karu me
Ke tune hum Jese gunehgaar Ko bhi maa ATA Kiya
Kyu bhul Bethe he log maa BAAP ki qadr o qimat aaj

Jise khuda ne uff tk na kehne ka hukm diya suhel aj us olaad ne bhandi Bana diya


Comments